Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAb Ke Baras
HomeAb Ke Baras
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab ke baras bhi reh gaye pyaase ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko aisi lagee birha ki agni aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko duniya se kya karte shikaayat laaye na shikva lab tak hum apne hi daaman ki veeraani karte gavaara kab tak hum phool na the to rakh liye kaante phool na the to rakh liye kaante aise sajaaya daaman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyase aag lage is saavan ko kitni hi ghum ki raat ho kaali hoti hai aakhir uski sahen nafarat se o dekhne waale iski bhi hai kuchh tujhko khabar iski bhi hai kuchh tujhko khabar pyaar mein hai taasir kuchh aisi pyaar mein hai taasir kuchh aisi dost bana de dushman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko labzon mein hum dard samote itni kahaan thi apni majaal daad e sukhan kyun dete ho humko ismein nahin kuchh apna
ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras ab ke baras teri pyaason mein paani bhar denge ab ke baras teri chunar ko dhaani kar denge ab ke baras ye duniyaa to faani hai behta saa paani hai tere hawaale ye zindagani ye zindagani kar denge ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras duniyaa ki saari daulat se izzat humko pyaari mutthi mein kismat hai apni humko mehnat pyaari mitti ki kimat ka jag mein koi ratan nahin hai jillat ke jeevan se baddattar koi kafan nahin hai desh ka har deewana apne praan cheer kar bola balidaanon ke khoon se apna rang lo basanti chola ab ke humne jaani hai sabne mann mein thaani hai hamlawaron ki khatam kahaani khatam kahaani kar denge ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras ooooo ooooo ooooo ooooo sukh sapnon ke saath hazaaron dukh bhi tune jhele hansi khushi se bheege phaagun ab tak kabhi naa khele chaaron aur humare bikhre baaroodi afsaane jalti jaati shamma
ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai ji mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras haan ab ke baras ab ke baras wo haal hai ji rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na hoo ho rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na chaahat pinjre mein tarse ab na mujhe tu tarsaana dhadkan mein sur taal hai dhadkan mein sur taal hai phir bhi mann behaal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye aye hey shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye angdaayi mose bole mera koi mera ab ban jaaye baahar to barsaat hai baahar to barsaat hai haan mann mein pyar ki baat hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke
ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul ambava tale phir se jhoole padenge rimjhim padengi phuharen lautengi phir tere aangan mein babul sawan ki thandi bahaaren chhalke nayan mora kaske re jiyara bachpan ki jab yaad aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul bairan jawaani ne chheene khilaune aur meri gudiya churayee babul thi main tere naazon ki paali phir kyun huyi main paraayee beete re jug koi chitthiyaa na paati na koi naihar se aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Ke Baras Hariharan 06:54 17625
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:54   Song Number : 17625   

Ab Ke Baras Kranti (1981) 06:43 20091
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Others
Raag- 
Pilu
Duration : 06:43   Song Number : 20091   

Ab Ke Baras Suneeta Rao 03:40 15033
 
Poster of Suneeta Rao
 
Category
Indipop
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Indrani Rizvi, Rajkumar Rizvi
Singer- 
Sunita Rao
Duration : 03:40   Song Number : 15033   

Ab Ke Baras Bhej Bhaiya Bandini (1963) 03:46 12821
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Duration : 03:46   Song Number : 12821